State Bank server down problem,sbi bank money refund problem,sbi bank transaction failed problem,sbi bank transaction error problem,sbi bank Paytm

States bank of India mein agar aapka koi khata hai or usi bank ko Paytm mein transactions karte hoye failed ho Jaye to fhir kya kare aaye jante hai

< div>Aapka transfer failed bhi ho sakta hai error bhi ho sakta hai nahi to money bhi debit ho sakta hai ab Kiya kare kaise problem solve kare

Aapka transfer failed hua hai to fhir kuch time ke baad AAP dobara transactions kar sakte ho kyou ki kobhi kobhi bank ki server down rahaite hai isliye

Transfer agor error hota to fhir aapka network problem bhi ho sakta hai nahi to aapka creas hua ho sakta hai jis boje se ayesa huaa hoga nahi to koi technical issues bhi ho sakta hai

Or agor aapka money debit ho jati hai to bhi aap chinta na kare aapka Paisa refund ho jayega automatically aap ki account mein nahi to ei bhi ho sakta hai jisko aapne Paisa send Kiya unki account mein credit ho jaye

Aapko ei article read karke kaisa laga comment mein jorur bataye thanks

Post a Comment

0 Comments