how to fix fi money roadblock problem | fi money roadblock problem solve kaise kare | federal bank | fi money bank account opening roadblock problem

 Hello Guys


Dosto mein suman hoon aap sobko swagat korta hoon aaj ki is naya article mein is post mein hindi mein jaankari share kya jara hai mein umid korta hoon aapko yeh article read karne se aapko pura jaankari mil jayega or ha aaplog comment mein jorur bataye aaplog kaise ho mein asha korta hoon aaplog aache honge or aaj ka humara topic hai fi money roadblock problem ko kaise solve kare to fhir aye aaj ki is article ko suru korte hai


Aap fi money ka account open korna chahaite ho yeh khafhi khusi ki baat hai aap jorur fi money ka account open kare kafhi log chahaite hai kash hum bhi fi account open kor pate lekin problem yeh hota hai ki job bhi aap account open korte ho online fi application ki modot se tob aapke saath ek problem hota hai or o problem hai yeh roadblock ka to aap kafhi ghabra jate ho is problem ko leke to dosto aapko ghabrane ki koi jorurot nahe hai aapko is article mein pure jaankari diya jayega taki aap aapni is problem ko kafhi ashani se solve kor paye


Fi money ka account open korne se pahaile aapke pass kuch document hona chaheye jaise ki votor id pan aadhar bagera aapke pass mein yeh sob jorur honge uske baad jaise he aap fi account open korte ho or employee select mein aaplog salary option ko select na korke dusara kuch select korte ho or aapke saath yeh problem hota hai roadblock ka kyou ki dosto yeh ek salary account hai isliye aapka agor hor mahene salary ata hai tob aap is account ko open kor payenge aapko is baat ka dhayen dena hai



To ob is account ko open kaise kare is account ko open korne keliye aapko employee mein salary option select korna hoga tob aap is account ko open kor payenge kyou ki yeh ek salary account hai isliye


To dosto is tara se roadblock ka problem solve kor sakte ho mein umid korta hoon aapko yeh article read korke kafhi aacha laga hoga aagor acha laga to fhir is article ko aapni dosto ke saath share jorur kare taki dusere logoko bhi pata chale fi money roadblock problem ko fix kaise kare or ho sake to comment mein jorur bataye aapko kaise laga yeh post .

Post a Comment

0 Comments